Chamak Tujh Say Paatay Hain

CHAMAK TUJH SE PAATE
By Aala Hazrat (radi Allahu anhu)

CHAMAK TUJH SE PAATE
HE SUB PAANE WAALE
MERA DIL BHI CHAMKA DE
CHAMKAANE WAALE

All those who attain brightness attain it from You
Brighten my heart also, O? You who Brightens

BARASTA NAHI? DEKH KAR
ABRE REHMAT
BADO PAR BHI BARSA DE
BARSAA NE WAALE

The rain of your Mercy descends, on all.?
Allow it to descend upon the sinners as well,
O You who Showers (his mercy upon us)

TOO ZINDA HE WAL’LLAH
TOO ZINDA HE WAL’LLAH
MERE CHASME AALAM
SE CHUP JAANE WAALE

You are alive By Allah, By Allah You are Alive!
O You who is hidden away from our physical sight

RAHE GA YUNHI UNKA
CHARCHA REAHEGA
PAR?E KHAAK HO JAAYE
JAL JAANE WAALE

Forever shall His indestructible excellence be publicised
whilst the jealous will burn in their jealousy to ashes

RAZA NAFS DUSHMAN HE
DUM ME NA AANA
KAHAA TUM NE DEKHI HE
CHAND RAANE WAALE

Raza!? Desire is your enemy; do not be caught in its trap.
Where have you seen those who are in pretence?


Related Content

  1. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  2. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  3. Mai Toh Miladi Hu  Naat Lyrics
  4. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  5. ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS
  6. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  7. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  8. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  9. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  10. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  11. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  12. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  13. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  14. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  15. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
  16. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  17. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  18. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  19. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  20. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics

Leave a comment