Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri

Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri

Farsh Kiya Arsh Pe Jaari Hai Hukumat Teri

Jholiyan Khol Ke Be Samjhe Nahi Doar Aaye

Hamein Malum Hai Daulat Teri, Aadat Teri

Humen Malum Hai

Ke Wah Kiya Joodh-o-Karam Hai Shahe Bat’ha Tera

Ke Nahi Sunta Hi Nahi Maangne Wala Tera

Tu Jhooliyan Khool Ke Be Samjhe Nahi Doar Aaye

Humen Malum Hai Daulat Teri Aadat Teri

Tu Hi Hai Mulk-e-Khuda Milk-e-Khuda Ka Malik

Raaj Tera Hai Zamaane Main Hukumat Teri

Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri

Majma-e-Hashr Main Ghabrayi Hoi Phirti Hai

Dhoondne Nikli Hai Mujrim Ko Shafa’at Teri

O Chain Paayen Gay Tarapte Howe Dil Mehshar Main

Gham Kisse Yaad Rahe Dekh ke Soorat Teri

Dekhne Waale Kahan Karte Hain Allah Allah

Ke Yaad Aata Hai Khuda Dekh Ke Soorat Teri

Aur Hum ne Mana ke Gunahon Ki Nahi Had Lekin

Tu Hai Un Ka Tu Hassan,-Teri hai Jannat Teri

Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri

Farsh Kiya Arsh Pe Jaari Hai Hukumat Teri


Related Content

  1. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  2. Ni Mitiyye Madeene Diye
  3. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  4. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  5. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  6. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  7. Ham Faqeeron Ko Madeene
  8. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  9. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  10. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  11. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  12. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  13. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  14. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  15. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  16. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  17. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  18. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  19. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  20. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki

Leave a comment