Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)

Bigri banaa-o Makki Madani, Bigri banaa-o Makki Madani
Dar pe bulaa-o, dar pe bulaa-o, Makki Madani

Deed teri he Eid meri, Jalwah dikha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Hum ho ghunahon me doobe huwe, Jaise he nibha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Mehshar me hoga lab pe yehi, Hum ko bacha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Sadqa Apne Nawaason ka, Dukhre mitha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Rabb ka Dulaara Makki Madani, Aaqa hamara Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Rabb ka Dulaara Makki Madani, Aaqa hamara Makki Madani
Ekh Ishaara, Ekh Ishaara Makki Madani

Banti he bigri ghar kar de, Ekh Ishaara Makki Madani
Ekh Ishaara, Ekh Ishaara Makki Madani

Aaye madad ko tum is ki Aqaa
Aayi Madad ko tum is ki
Jis ne pukaara Makki Madani
Jis ne pukaara Makki Madani

Bheek pe Teri hota he
Mera ghuzaara Makki Madani
Mera ghuzaara, Mera ghuzaara, Makki Madani

Toote dilo ki dharas he, Naam Tumhara Makki Madani
Ism Muqaddas Noorani, Ankhon ka Taara Makki Madani
Doori Riaz ko Dar se Tere
Kab he ghowaara Makki Madani


Related Content

  1. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  2. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  3. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  4. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)
  5. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  6. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  7. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  8. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  9. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  10. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  11. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  12. Ae Noor-e-mujjassim
  13. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  14. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  15. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  16. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  17. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  18. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  19. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  20. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics

Leave a comment