Madani Madine Waale (Naat Lyrics)

Mujhe Dar pe phir bulaana Madani Madine Waale
Mahe Ishq bhi pilaana Madani Madine Waale

Teri jab ke Deed hogee jabhee meri Eid hogee
Meri kwaab me tum aana Madani Madine Waale

Mujhe sub sataa rahe he mera dil dukhaa rahe he
Tum hi hoslaa barhaana Madani Madine Waale

Kabhi joki moti roti to kabhi kujooro paani
Tera aysa saadah khaana Madani Madine Waale

He chataa?i ka bichoona kabhi khaak hi pe sona
Kabhi haat ka sarhaana Madani Madine Waale

Teri Saadghi pelaakhon teri aa?jazi pelaakhon
Ho Salaam aajizaana Madani Madine Waale

Meri aadatein ho behtar bane Sunnato kapekar
Mujhe muttaqi banana Madani Madine Waale

Shaha aya jazba paa?on ke me koob seek jaa?on
Teri Sunnate sikhaana Madani Madine Waale
Madani Madine Waale

Mere Ghous ka Waseela rahe shaad sab Qabeela
Unhi khuld me basaana Madani Madine Waale
Madani Madine Waale

Meri aane waali nasle tere Ishq hi me matchle
Unhi nek Tum banana Madani Madine Waale
Madani Madine Waale

Mile sunnato ka jazba meri bhaa?i chore Maula
Sabi daariya mundaana Madani Madani Waale
Madani madine Waale

Meri jis qadar me behne kabi burqa pehne
Ho karam Shah?e Zamaana
Madani Madine Waale Madani Madine Waale

Teri gum me kaash Attaar rahe har ghari ghiriftaar
Game maal se bachaana Madani Madine Waale
Madani Madine Waale


Related Content

  1. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  2. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  3. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  4. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  5. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  6. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  7. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  8. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  9. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  10. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  11. Rehmat Baras Rehi Hai
  12. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  13. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  14. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  15. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  16. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  17. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  18. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  19. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  20. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)

Leave a comment