Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)

Mera dil aur Meri jaan Madine waale
Tujh pe sawjaan se qurbaan Madine Waale

Sub ke matloob ka Mahboob he matloob he Too
Allah Allah reh Teri shaan Madine waale

Tera Dar chor ke jaa?o to kaha jaa?o
Mere Aqaa mere Sultaan Madine waale

Bar de bar de mere Aqaa meri jholi bar de
Ab na rakh be saro samaan Madine waale

Aare aati he teri zaat har ekh dokhya ke
Meri mushkil bhi ho aasaan Madine waale

Phir tamanna-e Ziyaarat me kiya dil be chain
Phir Madine ka he armaan Madine waale

Sagge Tayba mujhe sub kaha ke pukaar Hamdam
Yahi rakhe meri pehchaan Madine Waale


Related Content

  1. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  2. Abr e Karam Gesoo E Muhammad
  3. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  4. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  5. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  6. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  7. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  8. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  9. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  10. TARON MEIN ROSHNI
  11. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  12. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  13. MEHBOOB DA MELA AE
  14. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  15. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  16. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  17. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  18. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  19. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  20. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics

Leave a comment