Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye

Jab Masjid-e-Nabawi ke Minaar nazar aye
Allah ki Rahmat ke asaar nazar aye

Manzar ho bayah kayse alfaaz nahi milthi
Jis waqt Muhammad ka Darbaar nazar aye

Bas yaad rahe itna seene se lagi Jaali
Phir yaad nahi kya kya Anwaar nazar aye

Dukh dard ke maaro ko gham yaad nahi rehte
Jab saamene ankho ke ghamkwaar nazar aye

Makke ki fizaawoh me Taybah ki hawawo me
Ham ne tho jidhar dekha Sarkaar nazar aye

Chor aya Zuhoori me dil jaan Madine me
Ab jinah yaha mujh ko dushwaar nazar aye


Related Content

  1. Aadha Idhar Aadha Udhar
  2. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  3. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  4. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  5. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  6. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  7. Azal Ki Khushboo Ho
  8. Ae Shaaf’e Umam Sha’e Zee Jaah Le Khabar
  9. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  10. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  11. ShaheMadina Naat Lyrics
  12. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  13. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  14. YA TAIBA YA TAIBA
  15. Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics
  16. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  17. Khairul Bashar Par Lakho Salam  Naat Lyrics
  18. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  19. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  20. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi

Leave a comment