Aankhon ka taara naame Muhammed

Ankhon ka Tara Name Muhammad Dilka ujaala naame Muhammed

Puche ga Maula laya hein kya kya

Mai ye kahunga naame Muhammad

Allah U Akbar rab’bul ulaane

Har sheh pe likka naame Muhammed

Dault jo chaaho dona jahaan ki

Karlo wazifa naame Muhammed

Sheda na kyu ho is par musalmaan

Rab ko hein pyaara naame Muhammed

Salle ala ka sehra sajaakar

Dulha banaaya naame Muhammed

Paayi muraade donoh jahaan mein

Jisne pukaara naame Muhammed

Parti durood e doregi hoore

Laasha jo lega naame Muhammed

Roze qayaamat mizana pul par

Dega sahaara naame Muhammed

Bera tabaahi mein aagaya hein

Dede sahaara naame Muhammed


Related Content

  1. Karam Karam Mola
  2. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  3. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  4. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  5. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
  6. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  7. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  8. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  9. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  10. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  11. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  12. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  13. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  14. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  15. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  16. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  17. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  18. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  19. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  20. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics

Leave a comment