NABI KA JASHAN AAYA 

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Nabi ka Jashan Aaya, Chand Taaro Jhoomte Rehna

Nabi ke Naam Par Ae Namdaro, Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Jahan Mein Noor Le Kar Noor Wala Aane Wala Hai

Mere Hamrah Tum Bhi Dil Ke Taaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marha Aaqa ki Amad, Marhaba, Daata ki Amad, Marhaba, Mola ki Amad, Marba

Malja Ki Amad, Aala Ki Amad Marhaba, Aula Ki Amad Marba,

Sohne Ki Amad Marhaba, Jaana Ki Amad Marhaba,

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Gali Koochay Saja Dena, Haray Jhanday Laga Dena

Gali Koochay Saja Dena, Haray Jhanday Laga Dena

Taqaza Ishq Ka Hai Mere Yaro Jhoomte Rehna

Taqaza Ishq Ka Hai Mere Yaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Nabi e Sarwar e Konain ki Amad ke Lamhon Mein

Durood e PAK Parte Parte Saare Jhoomte Rehna

Durood e PAK Parte Parte Saare Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marha Aaqa ki Amad, Marhaba, Daata ki Amad, Marhaba, Mola ki Amad, Marba

Malja Ki Amad, Aala Ki Amad Marhaba, Aula Ki Amad Marba,

Sohne Ki Amad Marhaba, Jaana Ki Amad Marhaba,

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Masawat o Akhowat Ka Payaam e Dilnasheen Laaye

Khushi Mein ae Gareebo, Maaldaro jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Woh aaye Gamkade Mein, Ek Khushi ki Roshni Phooti

Khuda Ke Shukar Mein, Ae Gam ke maaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa


Related Content

  1. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  2. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  3. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  4. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  5. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  6. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  7. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  8. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  9. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  10. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  11. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
  12. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  13. Hum Apni Hasrat E Dil Ko Mitane Aaye Hai  Naat Lyrics
  14. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  15. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  16. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  17. Noor Wala Aya Hai
  18. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  19. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  20. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan

Leave a comment