Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics

Bulalo phir mujhay ey shahe bahrobar, Madinay main
Main phir rota huwa aoo, teray dar par Madinay mainNa dowlat dey nah showhrat dey, mujhay bas yeh sahaadat dey
Teray kadmo main marjaoon, main ro ro kar Madinay main

Madinay jaaney waalo jaao jaao Fi Aman’illah
Kadi toh apna bhi lag jaey ja bistar Madinay main

Meraa gham bhi toh dekho, main paraa hoo duur Tayba sey
Sukoon aey’ga bas meraa dil-e-muztar Madinay main

Salaam-e-showq kehna haajio meraa bhi ro ro kar
Sunaana dastaney gham meri ro kar Madinay main

Madina is liye Attar jaan-o-diil sey hai pyaara
Key rehtay hain meray Aqa meray diil bar Madinay main


Related Content

  1. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  2. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics
  3. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  4. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  5. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  6. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  7. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  8. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  9. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  10. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  11. Do jag de wich hoye ujaale,
  12. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  13. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  14. Azal Ki Khushboo Ho
  15. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  16. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  17. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  18. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  19. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  20. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics

Leave a comment