Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics

Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja
Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja

Hind May Navve Lakh Ko Kalma Padhwaya
Hum Per Hai Ahsaan Tumhara Ya Khwaja

Saara Anasagar Kuze May Bhar Aaya
Sunte Hi Farmaan Tumhara Ya Khwaja

Aap Pe Hai Faizan Janab E Usman Ka
Hum Per Hai Faizan Tumhara Ya Khwaja

Faiz E Madina Milta Hai Ajmer Se Hi
Roza Hai Zeeshan Tumhara Ya Khwaja

Rahe Sunni Dawat E Islami
Ye To Hai Faizan Tumhara Ya Khwaja

In Dono Per Khaas Karam Tum Farmana
Shakir Aur Rizwan Tumhara Ya Khwaja

Syed Ko Taibah Ki Galiya Dikhla Do
Hai Adnaa Darban Tumhara Ya Khwaja


Related Content

  1. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  2. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  3. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  4. Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
  5. Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
  6. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  7. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  8. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  9. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  10. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  11. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  12. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  13. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  14. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  15. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  16. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  17. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  18. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  19. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  20. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics

Leave a comment