Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics

Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi. Khud unhi ko pukarengey hum door say
Raaste mein agar paon thak jayengay Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey. Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.
Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey.

Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,
Bandagi ka kareena badal jaye ga.

Sar jhukane ki fursat milay gi kisey.
Khud hi palkon say sajdey tapak jayengey.

Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,
Zikr unka jahan bhi kiya jayega.

Noor hi noor seeno mein bhar jayega,
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.

Aie Madinay kay zahir KHuda ke liye,
Dastaan e safar mujko yoon mat suna.

Baat bhar jayegi dil tarap jayega,
Meray mohtat ansoo chalak jayegay.

Unki chashme karam ko hai iski khabar,
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar.

Humko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaqa kay darbar tak jayegeney


Related Content

  1. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  2. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  3. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  4. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  5. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  6. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  7. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  8. Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics
  9. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  10. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  11. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  12. Aaqa Ka Milad Aaya
  13. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  14. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  15. Dare Khawaja Pe Sawali  Naat Lyrics
  16. Noori Mahfil Lyrics
  17. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  18. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  19. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  20. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa

Leave a comment