Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics

Mangte Hein Karam Unka Sada Mang  Rahe Hein

Mangte Hein Karam Unka Sada Mang  Rahe Hein

din raat madine ki dua mang  rahe hein

mangate hein karam unka ……………………

neamate kaunain hein dama main hamare

hum sadaka-ae mehbube khuda mang rahe hein

mangte hein karam unka ………………………..

yun kho gaye sarkar ke altafo karam main

ye bhi ke nahi hosh ke kya mang rahe hein

mangte hein karam unka ………………………..

sarkar ka sadaka mere sarkar ka sadaka

mohtajo gani shaho daga mang  rahe hein

mangte hein karam unka ………………………..

kam mang rahe hein na siwa mang rahe hein

jaisa hein gani aisi ataa mang rahe hein


Related Content

  1. Karam Karam Mola
  2. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  3. TARON MEIN ROSHNI
  4. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  5. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  6. MEHBOOB DA MELA AE
  7. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  8. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics
  9. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  10. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  11. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  12. Tala Al Badru Alyna
  13. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  14. Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
  15. Taiba Bula Lijiye Na
  16. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  17. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  18. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  19. Rehmat Baras Rehi Hai
  20. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics

Leave a comment