Bacha Bacha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand AayaShaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Deher Mein
Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni
Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Ho Gaye Hain Bund Saaray Zulmaton Ke Baab Aaj
Deher Mein Woh Noor Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khil Uthein Kaliyan Muhabbat Ki Gulon Par Hai Nikhaar
Baagh-e-Ulfat Lehlahaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Saaz-e-Jaan Per Baj Raha Hai Aik Naghma Baar Baar
Aamina Ka Laal Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Shukar Karte Hee Raho Rub Ka Ujaagar Subho Shaam
Rub Ka Kaisa Fazal Paaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
Related Content
- Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka Naat Lyrics
- labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
- Koyi Kya Jane Jo Tum Ho Khuda Hi Jaane Kya Tum Ho Naat Lyrics
- Qurban Tumpe Meri Jaan
- NABI KA JASHAN AAYA
- Nabiyo Ke Sardar Aae Naat Lyrics
- Taiba Bula Lijiye Na
- Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
- Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah Naat Lyrics
- Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
- karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
- Sarkar Bulae Kadmo Mai Naat Lyrics
- Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
- Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
- Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
- Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
- Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
- Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
- Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
- Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat