Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics

Maine Bola Ae Khuda Mujhe Mauka De Zara

Ke Ibadat Kar Sakunn Mere Dil Ko De Sukoon

Maine Maangi Jab Ye Dua Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Neki Ki Raah Pe Chalne Lage Hain Ham

Achhaai Ki Taraf Badhne Lage Qadam

(Neki Ki Raah Pe Chalne Lage Hain Ham)

(Achhaai Ki Taraf Badhne Lage Qadam)

Hai Is Ki Ye Wajah Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Sab Poochne Lage Isme Hai Raaz Kya

Rahmat ka qafila Kis Tarha Se Mila

(Sab Poochne Lage Isme Hai Raaz Kya)

(Rahmat ka qafila Kis Tarha Se Mila)

Maine Sabse Kah Diya Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Maine Bola Ae Khuda Mujhe Mauqa De Zara

Ke Ibadat Kar Sakunn Mere Dil Ko De Sukoon

Maine Maangi Jab Ye Dua Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan


Related Content

  1. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  2. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  3. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  4. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  5. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  6. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  7. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  8. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  9. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  10. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  11. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  12. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  13. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  14. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  15. aaka ko pukar bande aaka pukar
  16. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  17. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  18. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  19. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  20. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics

Leave a comment