Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics

Sacchi Baat Sikhate Yeh Hain

Seedhi Raah Chalate Yeh Hain

Naz E Rooh Me Aasani De

Kalma Yaad Dilate Yeh Hai

Marqad Me Bando Ko Thapak Kar

Meethi Neend Sulaate Yeh Hai

Apne Bharam Se Hum Halko Ka

Palla Bhari Banate Yeh Hai

Laakh Balaye Karoro Dushman

Kon Bachaye Bachate Yeh Hai

Apni Bani Hum Aap Bigade

Kon Banaye Banate Yeh Hai

Thanda Thanda Meetha Meetha

Peete Hum Hai Pilaate Yeh Hai

Sallim Sallim Ki Dhaaras Se

Pul Se Paar Lagate Yeh Hai

Inna Aataina Kal Kauthar

Saari Kasrat Paate Yeh Hai

Unke Haath Me Har Kunji Hai

Maalik E Kul Kehlate Yeh Hai

Bap Jaha Bete Se Bhage

Lutf Waha Farmate Yeh Hai

Maa Jab Iklaute Ko Chhode

Aa Aa Keh Kar Bulate Yeh Hai

Qasr E Daana Tak Kis Ki Rasaai

Jaate Yeh Hai Aate Yeh Hai

Keh Do Raza Se Khush Ho Khush Reh

Muzda Riza Ka Sunaate Yeh Hai


Related Content

  1. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  2. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  3. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  4. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  5. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  6. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  7. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  8. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  9. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  10. Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics
  11. Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)
  12. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  13. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  14. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  15. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  16. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  17. NABI KA JASHAN AAYA 
  18. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  19. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  20. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics

Leave a comment