Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
Tan Man Wara Jis Ney Deykha Chehra Kamli Waley Ka
Ghaus Qutb Abdaal Kalandar, Sab Unkey Gun Gaathey Hai
Farshain Zameen Par Arshay Bareen Par, Charcha Kamli Waley Ka
Qabr Mey Jab Poonchein Gey Farishtey Apna Ta’ruf Peysh Karo
Tho Keh Dun Ga Unsey, Keh Mey Hun Mangta Pyaray Aqa Ka
Har Neymat Deyta Hai Khuda, Par Waar Keh Un Par Deta Hai
Khataa Hai Alam Sara Sadqah Kamli Waley Ka
Ho Gi Talab Meri Yeh Puri, Duur Woh Karein Gey Wo Duuri
Insha’Allah Ham Deykhein Gey Rowza Kamli Waley Ka
Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
Related Content
- Chumma Rozy Di Jali Nu Naat Lyrics
- Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa Naat Lyrics
- Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein Naat Lyrics
- Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
- Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
- Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Naat Lyrics
- Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ Naat Lyrics
- Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
- Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
- labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
- Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
- Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
- LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
- Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri Naat Lyrics
- Fariyad Gause Aazam Naat Lyrics
- Rab Ne Diya Hai Unko Naat Lyrics
- Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
- Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah Naat Lyrics
- Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya Naat Lyrics
- Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha Naat Lyrics