Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
mushkil main humne teri rehmat ko hy pukara
Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
hajat rawa b tu hy mushkil kusha b tu hy
malik tere karam pe emaan hy hamara
Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
tu chahae to milade bichre hove dilon ko
ho jaae hum pe mola rehmat ka ek ishara
Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
izzat hamari ab to bas tere hath main hy
badle abi zamana gar tera ho ishara
Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
hajat rawa b tu hy mushkil kusha b tu hy
malik tere karam pe eman hy hamara
Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
tu chahae to milade bichre hoae dilon ko
ho jaae hum pe mola rehmat ka ek ishara
Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
izzat hamari ab to bas tere hath main hy
badle abi zamana gar tera ho ishara
Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
mushkil main humne teri rehmat ko hy pokara
Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
Related Content
- Eh Sarware Duniya O Deen Naat Lyrics
- Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
- Ya Nabi Ya Rasool
- Aap shamme risalat hain parwaney hum
- Abr E Karam Gesoo E Muhammad
- Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda Naat Lyrics
- Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
- sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
- Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha Naat Lyrics
- Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye Naat Lyrics
- Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
- Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
- Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
- Koi Aaye Koi Jaaye Naat Lyrics
- Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai Naat Lyrics
- Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki Naat Lyrics
- Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
- Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Naat Lyrics
- Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega Naat Lyrics
- Aey Saba Mustafa Se Keh Dena