Ae Noor-e-mujjassim

Ae Noor-e-mujjassim qad-e-zebaye muhammad
ankhon men chupa lun jo nazar aye muhammad

kursi py bithaya unhy mehboob bnakar
sab nabiyon men khaliq ko pasand aye muhammad

zanjeer bhi hilti rahi bistar bhi raha garm
ek pal men suvy arsh gaye aye muhammd

daman men chupa lo mujhy daman men chupa lo
parda na mery aib ka khul jaye muhammad

firdoos k guldasty liye phirten thi hureen
kehteen then kahan dafan hy shadaye muhammad

Ae Noor-e-mujjassim qad-e-zebaye muhammad
ankhon men chupa lun jo nazar aye muhammad


Related Content

  1. Aap aye duniya vich door hoye gham
  2. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics
  3. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  4. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  5. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  6. Karam Karam Mola
  7. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  8. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  9. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  10. Tum Par Main Jan
  11. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  12. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  13. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  14. Ae Shaaf’e Umam Sha’e Zee Jaah Le Khabar
  15. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  16. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  17. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  18. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  19. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  20. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)

Leave a comment