Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics

Ae saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain

Yaad karta hain tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kahte hain,

Allah Allah Huzur ki baatein, marhaba marhaba Rungo Noor ki baatein,

Chand jinki balaaye leta hain, aur taare salam kahte hain,

Jab Muhammad ka naam aata hain, rahmaton ka payaam aata hain,

Lab hamare Durood parte hain, dil hamare salam kahte hain,

Allah Allah Huzur ki ghesu, bheeni bheeni mahekti woh khushbu,

Jin se maamur hain fiza he so, woh nazaare salam kahte hein,

Zaire Taiba tu Madine mein, pyaare Aaqa se itna kah dena,

Aap ki gard-e-raah ko Aaqa, be-sahare salam kahte hain,

Zikr tha aakhiri mahine ka, tazkira chird gaya Madine ka,

Hajiyo Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain.

Aye saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain,

Yaad karta hain tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kahte hain.


Related Content

  1. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  2. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  3. MEHBOOB DA MELA AE
  4. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  5. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  6. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  7. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  8. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  9. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  10. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  11. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  12. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  13. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  14. Aaqa Ka Milad Aaya
  15. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  16. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  17. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics
  18. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  19. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  20. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics

Leave a comment