Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics

Bacha Bacha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand AayaShaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Deher Mein
Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni
Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Ho Gaye Hain Bund Saaray Zulmaton Ke Baab Aaj
Deher Mein Woh Noor Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Khil Uthein Kaliyan Muhabbat Ki Gulon Par Hai Nikhaar
Baagh-e-Ulfat Lehlahaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Saaz-e-Jaan Per Baj Raha Hai Aik Naghma Baar Baar
Aamina Ka Laal Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Shukar Karte Hee Raho Rub Ka Ujaagar Subho Shaam
Rub Ka Kaisa Fazal Paaya Baarwein Ka Chaand Aaya


Related Content

  1. Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics
  2. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  3. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  4. Abhi jibril utre
  5. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  6. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  7. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  8. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  9. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  10. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  11. Mein Sajdah Karun Ya Ke Dil Ko Sambhalun  Naat Lyrics
  12. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  13. AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
  14. Ya Nabi Ya Nabi
  15. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  16. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  17. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  18. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  19. Aey Mere Mola Mola Mola
  20. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye

Leave a comment