Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
kalmy men jiska ism hy, uspar parho darood
rab ki sana k sath hi uski sana kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
din rat unky zikar sy garmao mehfalen
ya rehmatulilalmeen ya mustafa kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
sharmindagi k ansoon sy dil ho bawazo
guzra hy jo bhi jan par vo majra kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
hamdard koi bhi nhi khalqat men apsa
jo kuch tumhary dil men hy sab unsy ja kaho
lamha daroon k siwa guzry na ab koi
umr-e-khizar mil jaye to yehi sada kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
Related Content
- Nabiyo Ke Sardar Aae Naat Lyrics
- Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain Naat Lyrics
- Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya Naat Lyrics
- Na Chedo Zirk E Jannat Naat Lyrics
- Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai Naat Lyrics
- Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
- Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Naat Lyrics
- Rok Leti Hai Aapki Nisbat Naat Lyrics
- Aap aye duniya vich door hoye gham
- Dil Madina Mera Bana Aaqa
- Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad Naat Lyrics
- Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai
- Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
- Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai Naat Lyrics
- Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga Naat Lyrics
- Abr e Karam Gesoo E Muhammad
- Tum Par Main Jan
- AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
- Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
- Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya Naat Lyrics