Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Aa dil mein tujhay rakh loon ay jalwa e janana

Itna tu karam karna ay chasham e kareemaana

Jab jaan laboon par hu, tum saamany aa jaana

Jee chahtaa hay tuhfay mein bhaijoon ga unheen ankhein

Darshan ka darshan hu, nazraanay ka nazraana

Sang e dar e jaanaa par karta hoon jabeen saayee

Sajda na samaj najdi, sar daita hoon nazrana

Peenay ko pee loon ga, par shart zara se hay

Bhagdad ka saaqi hu, ajmir ka may khaana

Jab tum nay mujhay apna dunyia mein banaya hay

Mehshar mein bhee keh daina, ya hay meera devaana

Aabaad isay farma, weraan hay dil e aasee

Jalway teeray bus jayee, aabaad hu weraana

Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Aa dil mein tujhay rakh loon ay jalwa e janana


Related Content

  1. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  2. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  3. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  4. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  5. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  6. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  7. Kis Chiz Ki Kami Hai Maula Teri Gali Main  Naat Lyrics
  8. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  9. Ham Faqeeron Ko Madeene
  10. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  11. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  12. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  13. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  14. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  15. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  16. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  17. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  18. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  19. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  20. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai

Leave a comment