Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)

Jab Masjid Nabvi ke Minaar Nazar Aey

Allah ki Rehmat ke Assaar Nazar Aey

Manzar ho bayaan kasie alfaaz nahi miltay

Jiss waqat Muhammad(S.A.W) ka Darbaar nazar aey

Bass yaad raha itna seenay say lagi jaali

Phir yaad nahi kia kia anwaar nazar aey

Dukh dard ke maroon ko gham yaad nahi rehtay

Jab samnay ankhoon ke gham khawaar nazar aey

Makkahay ki fizaoon main Taiyba ki Hawaon main

Hum nay jider dekha Sarkaar(S.A.W) nazar aey

Chod aya Zahuri main dil jaan Madinay main

Abb jeena yahan muj ko dushwaar nazar aey


Related Content

  1. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  2. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  3. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  4. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  5. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  6. Qurban Tumpe Meri Jaan
  7. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  8. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  9. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  10. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  11. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  12. NABI KA JASHAN AAYA 
  13. Al Nabi Sallu Alai
  14. Ham Faqeeron Ko Madeene
  15. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  16. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  17. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  18. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  19. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  20. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye

Leave a comment