Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics

Meetha meetha he mere Muhammad ka naam
Un pe laakhon karoron durood o salamWaqt laaye khuda jaaye Darbaar par
Aur khare ho ke Rawza-e-Sarkar par
Pesh mil kar kare ham durood o salaam
Un pe laakhon karoron durood o salamWohi Hasni Hussain chaman ke hain phool
Noor-e-Maula Ali jaan-e-Zahra batool
Jis ke Nana Rasul-e-Khuda zi makaan
Un pe laakhon karoron durood o salamLa makaan ke bane hain wohi to makeen
Jin ki naal’ain ko choome Arsh-e-barhin
Jo khuda se huwe Arsh par ham kalaam
Un pe laakhon karoron durood o salam

Shah-e-Konain wo ruh-e-daarain wo
Fakhr-e-Hasnain wo Ghaws-e-Saqlain wo
Jin ke dar ka hai Hafiz bhi adnaa ghulaam
Un pe laakhon karoron durood o salaam


Related Content

  1. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  2. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  3. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  4. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  5. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  6. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  7. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  8. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  9. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  10. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  11. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  12. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  13. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  14. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  15. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  16. Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics
  17. Aadha Idhar Aadha Udhar
  18. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  19. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  20. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics

Leave a comment