Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics

MERA DIL OR MERI JAAN NAAT LYRICS

mera dil or meri jaan madine wale

tuzpe so jaan se kurbaan madine wale

likhde likhde meri kismat me madina likhde

hain tari milk kalam-dan madine wale

mera dil or meri jaan ………………

bharde bharde mere aaka meri zoli bharde

ab na rakh be-saro saman madine wale

mera dil or meri jaan………………………………

kam aati hain teri zat har ek dukhiya ke

meri mushkil bhi ho aasan madine wale

mera dil or mari jaan………………………………

phir tamannae  ziyarat ne kiy dil bechen

phir madine ka hain armaan madine wale

mera dil or mari jaan………………………………

sage taybah muje sab kehke pukar ‘bedam’

yahi rakhkhe meri pehachan madine wale

mera dil or mari jaan………………………………


Related Content

  1. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  2. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  3. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  4. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  5. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  6. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  7. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  8. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  9. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  10. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  11. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  12. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  13. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  14. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  15. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  16. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  17. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  18. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  19. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  20. Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho  Naat Lyrics

Leave a comment