Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics

Nahi He Koi Duniya Main Hamara Ya Rasool AllahFaqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahSarapa Maaseaat Hoon Baar Hay Bay Ham Gunahoon Ka
Bachana Nar-E-Dozakh Say Khuda Raa Ra Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahTalatum Khaiz Hay Daria Bhanwar Main Hay Mairi Kashti
Nazar Aata Naheen Koi Kinara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Faqat Aamal Kay Badlay Naan Paye Ga Koi Janat
Naan Ho Ga Jab Talak Tera Ishara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Haqeeqat Main Bohat Berh Kar Hay Arsh-E-Mo’ala Sey
Zameen Jiss Par Ho Naqsh-E-Paa Tumhara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Tarapta Hay Maira Dil Aur Tarasti Hain Bohat Aankhaien
Bula Loophir Madinay Main Dobara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Gunahgaaraan-E-Ummat Ka Khajal Hoona Saza Pana
Tairi Rehmat Ko Kab Ho Ga Gawara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Dam-E-Aakhir Zara Hassam Par Itna Karam Karna
Keh Uss Kay Lab Par Hoo Kalma Tumhara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Naheen Hay Koi Dunia Main Hamara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah


Related Content

  1. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  2. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  3. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  4. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  5. Al Nabi Sallu Alai
  6. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  7. Ham Faqeeron Ko Madeene
  8. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  9. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  10. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  11. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  12. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics
  13. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  14. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  15. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  16. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  17. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  18. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  19. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  20. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)

Leave a comment