Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics

DEKAR KHUDA KO JAAN KI KIMAT NAAT LYRICSNajdi Ko Aaye Sharm Ye Bilkul Muhal Hai
Kyuki, Shaitan Ne Har Ek Ki Ghairat Khareed LiMashoor Kar Diya Mujhe Aaka Ki Naat Ne
Mene Nabi Ki Naat Se Shoharat Kharid Li

Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Khareed Li,
Har Ashike Rasool Ne Jannat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Aaqa Ne Apni Zindagi Gurbat Me Kaat Kaat Kar,
Duniya Ke Har Gareeb Ki Gurbat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Asgar Ke Us Tabassume Masoom Par Nisaar,
Ki Jisne Yazidiyo Ki Hukumat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Ki Jisne Nabi Ki Yaad Ko Dil Me Basa Liya,
Samjho Ki Usne Khuld Ki Rahat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Sao Baar Us Diwanae Sarkar Ko Salam,
Jisse Zobeda Bibi Ne Jannat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Allāh Mustafa Ki Raza Ke Liye Asad,
Bazaare Mustafai Se Ummat Khareed Li
Dekar Khuda Ko Jaan Ki

Aur Mera Khehna Hai Ki,Mashoor Kar Diya Tumeh
Aaqa Ki Naat Ne.
Apne Nabi Ke Naat Se Duniya (Jannat) Khareed Li.

Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Khareed Li,
Har Ashike Rasool Ne Jannat Khareed Li.


Related Content

  1. Azal Ki Khushboo Ho
  2. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  3. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  4. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  5. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  6. Karam Karam Mola
  7. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics
  8. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  9. Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)
  10. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  11. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  12. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  13. Mujdawa Hai Asiyo Shaf-e-Shah-e-Abrar Hai (Naat Lyrics)
  14. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  15. Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai  Naat Lyrics
  16. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  17. Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar  Naat Lyrics
  18. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  19. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  20. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali

Leave a comment