Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics

ab kahan jaon tarap ke
dil ki yeh khwahish nikaal
ae madine ki zameen
meri bhi gunjaish nikaal

ae rahe ishq e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
kar ke fanah tak rahbari
mujh se aasi ki bhi koi
soorat e bakhshish nikaal

aye fiza taiba ki mere
gird halqa khench kar
mu’dat e umr e rawan se
arsa e gardish nikaal

bargah e Mustafa mein
dil se yeh aai sada
aaj ki taareekh se
taareekh e paidaish nikaal

pesh kar de na qamar
sarmaya e naat e nabi
hashr mein jab hukm ho ga
nama e pursish nikaal


Related Content

  1. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  2. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  3. Aaqa Ka Milad Aaya
  4. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  5. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  6. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  7. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  8. Ya Nabi Ya Nabi
  9. Rehmat Baras Rehi Hai
  10. aaka ko pukar bande aaka pukar
  11. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  12. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  13. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  14. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  15. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  16. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  17. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  18. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  19. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  20. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics

Leave a comment