Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics

Ae saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain

Yaad karta hain tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kahte hain,

Allah Allah Huzur ki baatein, marhaba marhaba Rungo Noor ki baatein,

Chand jinki balaaye leta hain, aur taare salam kahte hain,

Jab Muhammad ka naam aata hain, rahmaton ka payaam aata hain,

Lab hamare Durood parte hain, dil hamare salam kahte hain,

Allah Allah Huzur ki ghesu, bheeni bheeni mahekti woh khushbu,

Jin se maamur hain fiza he so, woh nazaare salam kahte hein,

Zaire Taiba tu Madine mein, pyaare Aaqa se itna kah dena,

Aap ki gard-e-raah ko Aaqa, be-sahare salam kahte hain,

Zikr tha aakhiri mahine ka, tazkira chird gaya Madine ka,

Hajiyo Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain.

Aye saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain,

Yaad karta hain tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kahte hain.


Related Content

  1. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  2. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  3. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  4. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  5. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  6. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  7. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  8. YA TAIBA YA TAIBA
  9. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  10. Do jag de wich hoye ujaale,
  11. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  12. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  13. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  14. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  15. Taiba Bula Lijiye Na
  16. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  17. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  18. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  19. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  20. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain

Leave a comment