Aane Walon Yeh To Batao Lyrics

Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kesa He
Sar Un Kay Qadmon Mayn Rakh Kar Jukh Kar Jiina Kesa He

Gunbaday Khazra Kay Sa-Ay Mayn Beytth Kay Tum To Aa-Ay Ho
Uss Sa-Ay Mayn Rab Kay Aagay Sajda Karna Kesa He

Dil Aankhayn Or Ruuh Tumhari Lagti Heyn Sehraab Mujhay
Dar Pay Un Kay Beytth Kay Zamzam Piina Kesa He

Diiwano Aankhon Say Tumharitna Puuch To Laynay Do
Waqt E Dua Rozay Pay Un Kay Aansu Bahana Kesa He

Waqt E Rukhsat Dil Ko Apnay Chhoarr Wahaan Tum Aa-Ay Ho
Yay Batlaa-O Ishrat Un Kay Dar Say Bichharrna Kesa He


Related Content

  1. Apni Lagan Laga De
  2. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  3. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  4. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  5. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  6. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  7. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  8. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  9. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  10. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  11. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  12. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  13. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  14. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  15. Aey Mere Mola Mola Mola
  16. Zahe Muqaddar Huzoor-E-HaqSe
  17. Aaj Milad e Nabi Hai
  18. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  19. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  20. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics

Leave a comment