Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai

Jahaan rauza e pak e Khairul wara hai

Wo jannat nahi hai to phir aur kya hai

Kahaan mai kahaan yeh Madine ke galiyaan

Yeh qisamt nahi hai to phir aur kya hai

Muhammed (saw) ki Azmath ko kya poochte ho

Ke wo Sahibe Qaba Qausain tehre

Bashar ki sare Arsh mehmaan nawazi

Yeh Azmath nahi hai to phir aur kya hai

Jo aasi ko Kamli me apne chupa le

Jo dushman ko bhi zakhm khakar dua de

Use aur kya naam dega zamana

Wo Rehmat nahi hai to phir aur kya hai

Qayamat ka ek din muaiyan hai lekin

Hamare liye har nafas hai qayamat

Madine se hum jaan nisaraun ki doori

Qayamat nahi hai to phir aur kya hai

Tum Iqbal yeh naat kehto rahe ho

Magar yeh bhi soncha ke kya kar rahe ho

Kahaan tum Kahaan madhe Mamduhe Yazdaan

Ye jur\’rat nahi hai to phir aur kya hai


Related Content

  1. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  2. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  3. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  4. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  5. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  6. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics
  7. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  8. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  9. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  10. Mujhe Rang De Maula
  11. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  12. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  13. Jashn Aamade Rasool
  14. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  15. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  16. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  17. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  18. Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics
  19. Tum Par Main Jan
  20. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem

Leave a comment