Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)

Mera dil aur Meri jaan Madine waale
Tujh pe sawjaan se qurbaan Madine Waale

Sub ke matloob ka Mahboob he matloob he Too
Allah Allah reh Teri shaan Madine waale

Tera Dar chor ke jaa�o to kaha jaa�o
Mere Aqaa mere Sultaan Madine waale

Bar de bar de mere Aqaa meri jholi bar de
Ab na rakh be saro samaan Madine waale

Aare aati he teri zaat har ekh dokhya ke
Meri mushkil bhi ho aasaan Madine waale

Phir tamanna-e Ziyaarat me kiya dil be chain
Phir Madine ka he armaan Madine waale

Sagge Tayba mujhe sub kaha ke pukaar Hamdam
Yahi rakhe meri pehchaan Madine Waale


Related Content

  1. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  2. Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
  3. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  4. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  5. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics
  6. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  7. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  8. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  9. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  10. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  11. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  12. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  13. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  14. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  15. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  16. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  17. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  18. Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz  Naat Lyrics
  19. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  20. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye

Leave a comment