Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta

Lab pe Naate Paak ka naghma kal bhi ta aur aaj bhi he
Meri Nabi se mera rishta kal bhi ta aur aaj bhi he

Past who kaise hosakta he jis ko Haqq ne buland kiya
Dono jahan me Un ka charcha kal bhi ta aur aaj bhi he

Aur kissi jaanib kyu jaa?e aur kissi ko kyu dekhe
Apna sub kuch Ghumbade Khazra kal bhi ta aur aaj bhi he

Fikr nahein he hum ko kuch bhi dukh ki dhoop ghari to kya
Hum par unke fazl ka saaya kal bhi ta aur aaj bhi he

Batla do Ghustaaq Nabi ko ghairat Muslim zinda ho
Deen pe mar mitne ka jazba kal bhi ta aur aaj bhi he

In ke Dar se sub ho aaye jaana saka to ekh Sabhi
Ye ke ekh Tasweer tamanna kal bhi ta aur aaj bhi he


Related Content

  1. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  2. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  3. Mein Mangta Haan Teray Ishq Da  Naat Lyrics
  4. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  5. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  6. YA TAIBA YA TAIBA
  7. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  8. Karam Karam Mola
  9. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  10. Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
  11. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  12. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  13. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  14. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  15. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  16. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  17. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  18. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  19. Ali Haidar ka gharana
  20. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics

Leave a comment