JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH

Jashne Ahmede Rasool Allah hi Allah
Bi Bi Aamina ke phool Allah hi Allah

Un ki khaatir ye dunya banaa?i ga?ee
Dono alam ki har shay sajaaie ga?ee
Woh jo aa?ye jahaa me bahaar aaga?ee
Har taraf rahmato ki ghata cha ga?ee
Aisa ban ke phool Allah hi Allah
Jahne Ahmede Rasool Allah hi Allah

Ghar Halima ka aamad se un ki sajaa
San Saheefo me un ka huwa tazkirah
Un ka arma Khaleel Khuda ne kiya
Bi Bi Maryam ne bhi Un ko di ye dua
Dua hoga?ee qabool Allah hi Allah
Jashne Ahmede Rasool Allah hi Allah

Un ke aane se aaman aashti aagha?ee
Nasle Adam nay zindaghi pa ga?ee
Sare alam me harso khoshee cha ga?ee
Un ke anwaar ki roshni aagha?ee
Aisa aaye he Rasool Allah hi Allah
Jashne Ahmede Rasool Allah hi Allah

Zaate Rab Ta?ala ke dolaare he woh
Doono alam ki ankhon ke tare he woh
Saare Nabiyo me sub se pyaare he woh
Be sahaaro ke Aabed sahare he woh
He woh Ronaqe Batool Allah hi Allah
Jashne Ahmede Rasool Allah hi Allah


Related Content

  1. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  2. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  3. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  4. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  5. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  6. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  7. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  8. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  9. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  10. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  11. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  12. Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar  Naat Lyrics
  13. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  14. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  15. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics
  16. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  17. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  18. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  19. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  20. Tu Shamm-e- Risalat Hai

Leave a comment