TERI JALIYON KE NEECHE

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Jisse Dekhni Ho Jannat, Who Madina Dekh Aaye

Naa Yeh Baat Shaan Se Hai, Na Ye Baat Maal O Zar Ki

Wohi Jaata hai Madine, Aaqa Jisse Bulaye

Wohi Jaata hai Madine, Aaqa Jisse Bulaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Kaisi Wahan Ki Raaten, Kaisi Wahan ki Baaten

Unhe Pooch Lo Nabi Ka, Jo Madina Dekh Aaye

Unhe Pooch Lo Nabi Ka, Jo Madina Dekh Aaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Rozay Ke Saamne Main, Yeh Duayen Maangta Tha

Meri jaan Nikal To Jaaye, Yeh Sama Badal Na Jaaye

Meri jaan Nikal To Jaaye, Yeh Sama Badal Na Jaaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Taiba Ko Jaane Walo, Tumhen Deta Hoon Dua’ain

Dar-e-Mustafa Pe Jaa ke, Tu Jahan Ko Bhool Jaaye

Dar-e-Mustafa Pe Jaa ke, Tu Jahan Ko Bhool Jaaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Jisse Dekhni Ho Jannat, Who Madina Dekh Aaye

Related Content

  1. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  2. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  3. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  4. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  5. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  6. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  7. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  8. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  9. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  10. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  11. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  12. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  13. aaka ko pukar bande aaka pukar
  14. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  15. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  16. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  17. Karam Ke Badal Baras Rahe Hain  Naat Lyrics
  18. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  19. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  20. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics

Leave a comment