Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics

Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai
Tera Mera Sab Ka Jo Ma’bood Hai

Hai Wahi Shahid Wahi Mash-hud Hai
Noor Uska Har Jagah Maujood hai

Usne Hi Humko Bakshe Hay Humko Mustafa
Ye Na Ho To Zindagi Be Sud Hai

Yu To Hai Quraa(n) Hidayat Ki Kitaab
Par Kisi Ka Tazkera Maksood Hai

Wad-duha Wash-shams Jiski Shaan Hai
Haan Wahi Ahmed Wahi Mehmood Hai

Unn Ka Charcha Har Jabaa(n) Par Hai Rawaa(n)
Unki Khushbu Har Jagah Maujood Hai

Azmat E Ahmad Me Jisko Hai Shuba
Haan Wahi Shaitaa(n) Wahi Mardood Hai

Aur Jo Karta Hai Unn Par Jaa(n) Fida
Wo Mubarak Hai Wahi Mas-ud Hai

Noor Ki Barsaat Hoti Hai Waha
Jis Jagah Par Mehfil E Maulood Hai

Padhte Rahiye Nazmi Naat E Mustafa
Haan Isi Me Rooh Ki Beh-bud Hai


Related Content

  1. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  2. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  3. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  4. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  5. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  6. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  7. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  8. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  9. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  10. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  11. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  12. Dardo Aalam Ke Mare
  13. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  14. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  15. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  16. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  17. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  18. Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
  19. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  20. Zahe Muqaddar Huzoor-E-HaqSe

Leave a comment