Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics

Madine Ka Safar Hai Aur Main Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda

Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba
Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeda

Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna
Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida

Kahan Mey Aur Kahan Us Roza E Aqdas Ka Nazara
Nazar Us Samat Uthte Hey Magar Duzdeda Duzdeda

Ghulaman E Mohammad Dour Sey Pehchany Jaty Hein
Dil E Girweda Girweda Sare Shoreda Shoreda

Madine Jaa Key Hum Samjhy Taqadus Kis Ko Kehty Hein
Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjida Sanjida

Basarat Khoo Gai Lekin Basirat To Salamat Hey
Madina Hum Ney Dekha Hey Magar Nadeda Nadeda

Wohi Iqbal Jis Ko Naaz Tha Kal Khush Mezaji Par
Firaq E Taiba Mey Rehta Hey Aab Ranjida Ranjida

Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda


Related Content

  1. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  2. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  3. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  4. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  5. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  6. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  7. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  8. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  9. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  10. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  11. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  12. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics
  13. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  14. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  15. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  16. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  17. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  18. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  19. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  20. Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics

Leave a comment