Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics

Kharab Hal Kya Dil Ko Pur Malal Kya
Tumhare Kuche Sey Rukhsat Kya Nihal Kya

Na Rue Gul Abhi Dekh N Bue Gul Shudhi
Kaja Ne Laake Kafas Sey Shikasta Baall Kya

Wo Dil Ki Khun Shuda Armaan The Jis Me Mal Dala
Fugan Ki Gore Sahida Ko Paemal Kya

Ye Rae Kya Thi Waha Sey Palatne Ki E Nafs
Shitamagar Ulati Chhuri Sey Hamne Halal Kya

Ye Kab Ki Muz Sey Adawat Thi Tuze Ko E Jalim
Chhudake Sange Dare Paak Sar Wabal Kya

Chaman Sey Fenk Diya Aashiyaney Bulbul
Ujada Khaney Be Kash Bada Kamal Kya

Tera Shitam Jada Aankhon Ne Kya Bigada Tha
Ye Kya Samay Ki Dur In Sey Wo Jamal Kya

Hujur Un Ke Khayale Watan Mitana Tha
Ham Aap Mit Gay Achchha Farag Baal Kya
Na Ghar Ka Rakha Na Is Dar Ka Hay Na Kami
Ha Be Basi Par Bhi Kuchh Khayal Kya

Jo Dil Ne Mar Ke Jalaya Tha Mannato Ka Chirag
Shitam Ki Arj Rahe Sar Sar Jawal Kya

Madina Chhud Ke Wirana Hind Ka Bhaya
Ye KaiSey Hae Hawaso Ne Ikhtelal Kya

Tu Jis Ke Waste Chhud Aaya Tayba Sha Mahbub
Bata To Is Shitam Aara Ne Kya Nihal Kya

Abhi Abhi To Chaman Me The Chahchahe Nagah
Ye Dard Kesa Utha Jis Ne Ji Nidhal Kya

Ilaahi Sun Le Raza Jite Ji Ki Muala Ne
Sagane Kucha Me Chehara Mera Bahal Kya


Related Content

  1. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  2. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  3. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  4. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  5. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  6. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  7. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  8. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  9. Al Nabi Sallu Alai
  10. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  11. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  12. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  13. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  14. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  15. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  16. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  17. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  18. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  19. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  20. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar

Leave a comment