Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda

Madine Ka Safar Hai Aur Main Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda

Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba
Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeda

Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna
Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida

Kahan Mey Aur Kahan Us Roza E Aqdas Ka Nazara
Nazar Us Samat Uthte Hey Magar Duzdeda Duzdeda

Ghulaman E Mohammad Dour Sey Pehchany Jaty Hein
Dil E Girweda Girweda Sare Shoreda Shoreda

Madine Jaa Key Hum Samjhy Taqadus Kis Ko Kehty Hein
Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjida Sanjida

Basarat Khoo Gai Lekin Basirat To Salamat Hey
Madina Hum Ney Dekha Hey Magar Nadeda Nadeda

Wohi Iqbal Jis Ko Naaz Tha Kal Khush Mezaji Par
Firaq E Taiba Mey Rehta Hey Aab Ranjida Ranjida

Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda


Related Content

  1. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  2. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  3. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  4. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  5. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  6. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  7. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  8. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  9. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  10. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
  11. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  12. Mai Toh Miladi Hu  Naat Lyrics
  13. Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi  Naat Lyrics
  14. Aaj Muhammad aye moray ghar
  15. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  16. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  17. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  18. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  19. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  20. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics

Leave a comment