Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics

Mashgala aisa batao ke zara ji behle

tazkara unka sunao ke zara ji behle

hijr ki raat he gam tut raha he sar par

did khwabo me karao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

Dil pareshan he sanse he ukharane vali

meri aankho me samao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

Rukhe taban ki jalak dekhlu par tab kaha

nakshe-pa hi vo dikhao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

rukhe taban ki meri zalak dekhalu par tab kahan

nakase-pa hi wo dikhao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

mot hi shart hai didar ki khatir phir to

ruh jaldi se le jao  ke zara ji behle

mashgala aisa batao……………………………..

wasl ki sab hai meri kabr hai tanha main hu

intezar ab na karao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

zulmate kabr lagi kehane ‘rafi’ se ek din

sama ulfat ki jalao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

aakhi kuch hai ek or bhi aehsaan karo

meri bali pe tum aao ke zara ji behle

mashgala aisa batao……………………………..


Related Content

  1. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  2. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  3. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  4. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  5. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  6. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  7. Qurban Tumpe Meri Jaan
  8. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  9. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  10. Mein Mangta Haan Teray Ishq Da  Naat Lyrics
  11. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  12. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  13. Aaj Milad e Nabi Hai
  14. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  15. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  16. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  17. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  18. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  19. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  20. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)

Leave a comment