Kaba Lyrics

Kaabe pe padhi jab pehli nazar

Kya cheez hai duniya bhool gaya (X2)

Yun hoosh -0- khirad maflook hue

Dil zok -e- tamasha bhul gaya (X2)

Kaabe pe pdhi jab pehle nazar

Kya cheez hai duniya bhul gaya (X2)

Kaabe ki ronak kabe ka manzar

Allah hu akbar allah hu akbar

Dekhu toh dekhe jau barabar

Alllah hu akbar allah hu akbar

Pauucha jo haram ki chokht tak

Ik abr e karam ne gher liya (X2)

Baki na raha kuch fir hosh mujhe

Kya maanga kya kya bhul gaya (X2)

Kaabe pe padhi pe jab pehli nazar

Kya cheez hai duniya bhul gaya

Tere karam ki kya baat maula

Tere haram ki kya baat maula

Ta umar kar de aana mukadar

Allah hu akbar Allah hu Akbar

Jis waqt dua ko haath uthe

Yaad aa na saka jo socha tha (X2)

Izhaar -e- aqeedat ki dhun mai

Izhaar -e- tamanna bhul gaya

Bheja hai jannat se tujhko khuda ne

Chuma hai tujhko khud mustafa ne

Ae sang-e-aswad tera mujaddar

Allah hu akbar Allah hu akbar

(Chorus)

Kaabe pe padhi jab pehli nazar

Kya cheez hai dunia bhul gaya(X2)


Related Content

  1. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  2. Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics
  3. NABI KA JASHAN AAYA 
  4. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  5. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  6. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  7. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  8. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  9. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  10. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  11. Main Madine Chala  Naat Lyrics
  12. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  13. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  14. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  15. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  16. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  17. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  18. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  19. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  20. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics

Leave a comment