Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda

Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
Ma siwa aap ke hum kidhar jaengae

ho nigah-e-karam ya shafiulwara
aasiyon ke muqadar sanwar jaengae

hum gunah gaar hain hum khata kaar hain
naam lewa hain hum aap k ummati
aap se door hain kitne majbor hain
ab inayat na hogi to mar jaengae

ho nigah hy karam,

aik adna ye kia jane k aap k
oaj par ashiqun k naseeb aengae

kali kamli ka sadqa ata ki jiaye
khali daaman muradon se bhar jaengae

ho nigah e karam

chain ik pal moyassar nahi ya nabi
kis ko awaz den ma siwa aap ke

chain ik pal moyassar nahain ya nabi
kis ko awaz den ma siwa aap ke

gar ho ek bar chashm-e-karam aap ki
huq-e-rahye atar se guzar jaengae

Ho nigah-e-karam

qalb-e-ishrat ki he justjo akhri
dum nikal jae chukhat pe bas aap ki

sunlo behre hussain o hassan iltaja
warna ashqon k moti bikhar jaengae

Ho nigah-e-karam ya shafiulwara
aasiyon k muqadar sanwar jaengae


Related Content

  1. Soona jungle raat andheri chaye hai
  2. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  3. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  4. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  5. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  6. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  7. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  8. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  9. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  10. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  11. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  12. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  13. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  14. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  15. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  16. Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar  Naat Lyrics
  17. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  18. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  19. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  20. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)

Leave a comment