Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
kalmy men jiska ism hy, uspar parho darood
rab ki sana k sath hi uski sana kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
din rat unky zikar sy garmao mehfalen
ya rehmatulilalmeen ya mustafa kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
sharmindagi k ansoon sy dil ho bawazo
guzra hy jo bhi jan par vo majra kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
hamdard koi bhi nhi khalqat men apsa
jo kuch tumhary dil men hy sab unsy ja kaho
lamha daroon k siwa guzry na ab koi
umr-e-khizar mil jaye to yehi sada kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
Related Content
- Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
- Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
- Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein Naat Lyrics
- Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
- Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
- Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki Naat Lyrics
- Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
- Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
- Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
- Barhy jo karky vo
- Manqabat E Taaj Ush Shariyath Naat Lyrics
- Do jag de wich hoye ujaale,
- Ali Haidar ka gharana
- Aaj Milad e Nabi Hai
- Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
- Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam Naat Lyrics
- Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
- Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara Naat Lyrics
- Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya Naat Lyrics
- Tu Shamm-e- Risalat Hai