Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sa koi nahin

Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein
Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin

Jab liya Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mushkilein hall ho gayin
Kaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin

Aye Darbar Dar-e-Yaar-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aasiyo
Aitaraf-e-jurm karlo to sazzaa koi nahin

Aap ke hote hue main kyun musibat mein rahon
Kya kaheinge log ke mushkil kusha koi nahin

Kaun buje aye Niyazi dard-e-dil ka majira
Hub-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai humara aasraa koi nahin

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin


Related Content

  1. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  2. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  3. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  4. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
  5. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  6. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  7. Ham Faqeeron Ko Madeene
  8. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  9. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  10. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  11. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  12. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  13. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  14. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  15. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  16. aaka ko pukar bande aaka pukar
  17. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  18. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  19. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  20. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics

Leave a comment