Dang Hai Sab Dekh Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Hogaya Pal Me Qamar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Chand Hi Kya Aasma(n) Ko Bhi Agar Kehte Huzroor
Woh Bhi Girta Toot Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Aala Hazrat Ke Gulamo Se Ulajh Na Chod Do
Fekh Denge Kaatkar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Jab Raza Ki Uth Gayi Talwar Toh Fir Kya Hua
Hogaya Najdi Ka Sar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Ek Taraf Makke Ki Sarhad Ek Taraf Sheher E Nabi
Kash Hota Mera Ghar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Dushmanane Mustafa Ko Dekh Lena Pul Siraat
Daal Dega Kaat Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Aadha Idhar Aadha Udhar
Related Content
- JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
- Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian Naat Lyrics
- Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
- Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
- Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz Naat Lyrics
- Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
- Mere Allah Ke Nigaar Salaam Naat Lyrics
- Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
- Soona jungle raat andheri chaye hai
- Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
- Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
- Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
- Meeran Waliyon Ke Imam De Do Panjtan Ke Naam (Manqabat) Naat Lyrics
- Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
- Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
- Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
- Aey Mere Mola Mola Mola
- Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
- Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
- Hum Ne Marny Ki Madiny men dua