Aey Mere Mola Mola Mola

Apna Haram dikha de Dono jahan ke Malik

Kismat Meri Jaga De Dono Jahan Ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Barson se Arzoo Hai -Taiba Ki Arzoo Hai

Ek Baar hi Dikha DE Har Saal hi Dikha de Dono Jahan Ke Malim

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Ishq-eNabi ki Khusboo Karya-e-Jaan Main Rkha De

Ulfat Main Dil Basa De- Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Duniya o Akhirat ke Har Gham se Tu Bari Hai

Mujda Mujhe Suna De Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Duniya ke Har Sitam se Uqba ke Har Alam se

Daman Mera Chupa de Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Baitha Nabi ke Dar Jiss Dam ko Yeh Gada Hai

Uss Dam isse Pana de Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola


Related Content

  1. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  2. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  3. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  4. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  5. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  6. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  7. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  8. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  9. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  10. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  11. Aaj Milad e Nabi Hai
  12. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  13. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  14. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  15. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  16. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  17. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  18. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  19. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  20. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza

Leave a comment