Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
Jannat ke sardaro se hai rishta fazley rahma ka
Jo bhi dil duniya me hua hai Saida fazley rahma ka
Usko dono deen mila hai saya fazley rahma ka
Elm mila hai enko babe sahre elm e aaqa se
Jao to Hasnain se pucho rutba fazley rahma ka
Fazlu Miya maroof o Ajju Yasir or naved sabhi
Deen ke raste par hai baccha baccha fazley rahma ka
Munkir thaa milaad ka lekin jab hai jalaye bujhte diye
Pal me hua hai dekh kar munkir Saida fazley rahma ka
Jalte ho to jalte raho tum ye to mahboob e rab hai
Dekhoge hasr me tum kya hai rutba fazley rahma ka
Uski kismat ayse chamki arsh ke taare hai ye shajar
Jisne bhi chuma hai yaaro talwa fazley rahma ka
Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
Related Content
- Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
- Noor Wala Aya Hai
- Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
- Sarkar Bulae Kadmo Mai Naat Lyrics
- Woh Rasool, Mera Rasool Hai
- Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
- Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
- Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
- AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
- Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
- BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
- Mangate Hain Karam Unka Sada Naat Lyrics
- Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
- Manqabat E Taaj Ush Shariyath Naat Lyrics
- Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
- Khairul Bashar Par Lakho Salam Naat Lyrics
- Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
- Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai Naat Lyrics
- Main Madine Chala Naat Lyrics
- Aaj Milad e Nabi Hai