Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa

Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]

Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Parchamay NABI Uthay Lay KHUDA Ka Asra

Dars-e-Murshidi Hai Yah Haq Pay Zingadi Lutta [2x]

Haq Pay Jaa Luttaja, Haq Pay Jaa Luttaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Baat Kar Tu Baad May Pehla Tu Salam Kar

Jo Tera Buzurg Hai Unka Ahtram Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Sukr Kar KUDHA Kaa Tu Tujko Ya Watan Mila

Pak Sarzamee Mili Aur Ya Chaman Mila [2x]

Sir Ko Tu Jhukayaja, Sir Ko Tu Jhukayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Jhoot Bolna Nahi Tum Kabhi Zaban Say

Laanata KHUDA Hai Yah Dekhlo Quran Say [2x]

Sach Kay Geet Gaayaja, Sach Kay Geet Gaayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar

Jo Sabak Mila Tuja Tu Dil Laga Kar Yaad Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar

Har Mahinay Teen Deen Qafila May Safar Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Aya Jo Ramdhan Rozo Ka Ahtamam Kar

Kha Tu RAB Ki Nameitha Zikr Uska Aam Kar [2x]

Zikh Tu Sunayja, Zikr Tu Sunayja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Arzoo Ki Hai Dua Aur Raha Suki Sada

Mehrbaan AAQA Ho Aur Karam Kara Khuda [2x]

MADNI Rang May Rangtaja, MADNI Rang May Rangtaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa

Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]

Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja


Related Content

  1. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  2. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  3. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  4. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  5. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  6. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  7. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  8. Qurban Tumpe Meri Jaan
  9. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  10. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  11. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  12. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  13. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  14. Aaj Milad e Nabi Hai
  15. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  16. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  17. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  18. MEHBOOB DA MELA AE
  19. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  20. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics

Leave a comment