Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics

Sunte ho bekaso ki fariyad gause aazam

Mazalum tumse paate hain dad gause aazam

Jalwo se apne karke aabad gause aazam

Khadim ka dil banado bagdad gause aazam

Sunte ho be kason ki………………………………………..

Mere watan se mujko bagdad main bulakar

Bande alam se kardo aazad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Apne gulam ka dhar rosan karo kadam se

Chamaka tumhare damse bagdad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Kehdo zaban se jo kuchh mangega wo milega

Kardo gada ka apne dilshad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Bahare alam main mere bere pe hai tabahi

Duba muje bachalo fariyad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Lillah ab khabar lo kadmo se dur rah kar

‘Kasim’ ki zindagi hain barbad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….


Related Content

  1. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  2. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  3. Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain  Naat Lyrics
  4. Aye Hasnain Ke Nana
  5. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  6. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  7. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  8. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  9. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  10. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  11. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  12. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  13. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  14. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  15. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  16. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  17. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  18. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  19. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  20. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar

Leave a comment