Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics

Har nazar kamp uthegi mehshar ke din

Khauf se har kaleja dahal jayega

Par ye naaz unke bande ka dekhenge sab

Tham kar unka daman machal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Moj katra ke hamse chali jayegi

Rukh Mukhalif hava ka badal jayega

jab ishara karange vo name khuda

apna bera bhavar se nikal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Yu to jita ho hukme khuda se magar

Mere dil ki hai unko yakinan khabar

Fasale zindagi hubahu din  mera

Unke kadmo pe jab dam nikal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Rabbe sallim wo farmane wale mile

Kyu satate hain ai dil tuje was wasre

Pul se gujrenge hum wajad karte huve

Kaun kehata hai panw fisal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

‘Akhtre khasta’ kyu itna bechen hai

Tera aaka shahanshah e kaunain hai

Lo laga to sahi shahe lolak se

Gam musarrat ke sanche main dhal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………


Related Content

  1. Kaba Lyrics
  2. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  3. Aadha Idhar Aadha Udhar
  4. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  5. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  6. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  7. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  8. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  9. Karam Ke Badal Baras Rahe Hain  Naat Lyrics
  10. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  11. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  12. Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)
  13. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  14. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  15. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  16. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  17. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  18. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  19. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  20. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics

Leave a comment